Hey Guys
reliance jio giga fiber yani ki reliance jio dth ki booking start ho chuki hai.aap reliance jio dth ko ab my jio app par jaker aasani se book kar sakte hai.reliance jio dth ki booking 15 august se start ho chuki hai.
Reliance Jio Dth Installation Process Detail-
to friends reliance jio dth ki installation se jude huye bhi kuch niyam hai aap unhe bhi jaan lijiye.
1.sabse pehle aapko my jio app par jaker jio jio giga fiber ke liye registration karna hai.
2.iske liye aapko apna address my jio app mai dalna hai.
3.address dalne ke baad map aapki location dikhayega.to aapko location ko achi tarah se check kar lena hai.
4.itna karne ke baad aapka registration ho jayega.
ALSO READ-
↪TOP 5 BEST SCREEN RECORDER
↪LATEST WAHTSAPP TRICKS
↪HOW TO EARN MONEY ONLINE
↪WHO CAN WATCH YOUR WHATSAPP PROFILE PIC
ALSO READ-
↪TOP 5 BEST SCREEN RECORDER
↪LATEST WAHTSAPP TRICKS
↪HOW TO EARN MONEY ONLINE
↪WHO CAN WATCH YOUR WHATSAPP PROFILE PIC
About Installation-
to mai aapko bta du ki relince jio dwara ye kaha gya hai ki jio dth yani giga fiber sabse pehle waha par install kiya jayega jaha se iske liye sabse jyada registration hoge.yani ki jis bhi city,locality,area se registration jyad hoge chahe wo koi rural area hi kyo na ho waha par iska installation sabse pehle kiya jayega.
ye dth service aapko without wire ke di jayegi yani ki aapko isme koi bhi dish antena lagane ki jarurat nahi padegi.aur aap iske sath sath hi speed internet ka bhi aanad le payege.
abhi tak to sirf ye hi news samne nikal kar aa rahi hai.so thanks for reading. detaile video
JIO DTH KI BOOKING START HO GAYI HAI.
Reviewed by choudhary
on
August 16, 2018
Rating:

No comments: